Bhai dooj ka tyohaar hai
Bhai ko tilak lagaane ke lie bahnaa taiyaar hai
Jaldi se lagwa lo tilak mere bhaiya
Aapse gift lene ke liye ye behnaa taiyaar hai.
Behen lagati tilak, Mithai hai khilati
Bhai deta paise, Behen hai muskurati
Bhai Behen ka yeh Rishta, Na pade Kabhi lose
Meri pyari behena, Happy Bhai Dooj.
Aaj Mujhe un kshanon
Ki Yaad aa Rahi hai
BHaiya jab hamne aapke
Saath Waqt bitaaya tha.
Behan chaahe Bhai ka Pyaar
Nahin chaahe mahenge uphaar
Rishta atoot rahe sadiyon tak
Mile mere Bhai ko khushiya apaar
Dhanvantri analogy de
Deeep chaturdashi sanklap shakti de
Deepavali Ganpati aur Vaibhav de
Raam raam sampark w kirit de
Bhaiya dooj Bhai-bahan ka Pyaar de.
Iss Bhai dooj ke shubh avsar par
AAP ke liye dher Saari shubhkaamnayen
Aapke Jeevan mein Sukh shaanit aur
Samriddhi hameshaa bani rahe