Ye aapke bhai ka vaada hai ki mai hamesha apaka smarthan karunga. Happy Raksha Bandhan.
Teri khushi hi meri duniya hai. Happy Raksha Bandhan pyari behna.
Tumhari raakhi ne ek baar fer mujhe hammare bachpan ki yaad dila gaya. Happy Raksha Bandhan behna.
Bhale ham kutte billiyo ki tarah lad chuke hain, tum fer bhi meri sabse pyari dost ho. Happy Raksha Bandhan behna.
Maine kuch to sahi kiya hoga ki mujhe tum jaisi behen mili. Happy Raksha Bandhan
Dear behna, kaash tum thori kam moti hoti to is raakhi mai tumhe apni palko par bithata. Happy Rakshabandhan.
Bhai bhi aur dost bhi. Thank you for everything bhaiya. Happy Rakshabandhan.